A view of the Ganga river from Dhakineswar Temple.

2 comments:

Anonymous said...

there is a song on the ganga, right? how does it go?

Kuldip Kumar Garhwal said...

ya its a song sung Bhupen Hazarika along with Hariharan, Kavitha K, Shaan & Hema. Its one of my fav.

here is the lyrics...
Bistirno parore ahonko janore hahakar huniyu nihobda nirobe bud-haal
hui tumi bud-haal hui bhuvaa kiyo?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum O Ganga baheti ho kyun?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?


Naitikta nashta hui manavta bhrashta hui nirlajja bhav se baheti ho
kyun?
Itihas ki pukar kare hunkar O Ganga ki dhar nirbal jan ko sabal
sangrami samagro gami banati nahi ho kyun?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum O Ganga baheti ho kyun?


Anpad jan aksharhin anagin jan khadyavihin netravihin dekh maun ho
kyun?
Itihas ki pukar kare hunkar O Ganga ki dhar nirbal jan ko sabal
sangrami samagro gami banati nahi ho kyun?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?


Vyakti rahe vyakti kendrit sakal samaj vyaktitva rahit nishpran samaj
ko chodti na kyun?
Itihas ki pukar kare hunkar O Ganga ki dhar nirbal jan ko sabal
sangrami samagro gami banati nahi ho kyun?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?


Prutasvini kyun na rahi? Tum nischai chitna nahi prano mein prerna
preeti na kyun?
Unmat avani Kurukshetra bani Gange janani nava Bharat mein Bhishma
rupi suta samarajayi janati nahi ho kyun?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?


Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga tum Ganga tum O Ganga tum O Ganga tum Ganga baheti
ho kyun?


Ganga baheti ho kyun?

go to http://www.dishant.com/jukebox.php?songid=8877 to listen to the song online.