Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts




“Genuine tragedies in the world are not conflicts between right and wrong. They are conflicts between two rights.”

"Many complain of their looks, but none of their brains."

"Everyone has a point of view but no point."

"A good gift is something that you want. An excellent gift is something that you don't know you need."

“Genuine tragedies in the world are not conflicts between right and wrong. They are conflicts between two rights.”

"When I was 5 years old, my mom always told me that happiness was the key to life. When I went to school, they asked me what I wanted to be when I grew up. I wrote down “happy.” They told me I didn’t understand the assignment and I told them they didn’t understand life."

"don't be serious, be sincere..."

"hassi bari mehengi ho rakhi hai duniya mein..."

aisa dost chahiye jo hume apna mann sake,
humare har dukho ko jaan sake,
chal rahe ho hum tez barish mein,
phir bhi pani mein se aansuo ko pehchan sake...
-----------------
jaam se kabhi itni nafrat naa karo
ki peena chaho toh kabhi pee na sako..
kisi ko bhi itna pyar na karo,
ki bichad kar jeena chaho toh jee na sako...
--------------------
na kabhi muskurahat tere hoothon se dur ho,
teri har khwaish haqiqat ko manzur ho,
ho jo tu kabhi mujhse kafa,
khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho...
------------
kabhi unki palko se izhar hoga,
dil ke kisi kone mein humare liye pyar hoga,
guzar jati hai rat unki yaad mein,
kabhi toh unko bhi humara intezar hoga..
------
mumkin nahi shayad kisi ko samaj pana,
samjhe bina kisi se kya dil lagana,
aasan hai kisi ko pyar karna,
bahut mushkil hai kisi ka pyar pana..
-----
aag suraj mein hoti hai,
jalna zameen ko padta hai,
mohobat negahein karti hain,
tadapna dil ko padta hai..
--------
bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte,
jam dusro se cchin kar hum piya nahi karte,
unko mohobat hai toh aakar izhar kare,
peecha hum bhi kisi ka kiya nahi karte
----
hum se duur jaoge kaise,
dil se hume bhulaoge kaise,
hum woh khusboo hai jo saanson mein baste hain
khud ki saanson ko ruk paoge kaise...

Aisa dost chahiye jo hume apna mann sake,
humare har dukh ko jaan sake,
chal rahe ho hum tez barish mein,
phir bhi pani mein se aansuo ko pechchan sake...